Shabe Meraj aek Mojeza
Jistarah Allah pak ne har nabiyaoko mojeze ata kiye use Tarah hamare paigambar hazrat mohammed (SAW) ko bhi mojiza Meraj ata howa
Meraj: urooj ko kehty hai
Mojiza: kehte hai aesi cheez Jo sare dunia milkar b na kar sake or dosre alfaz me istarah kehsaqte hai sare dunia ki taqate jaha khatam hoty hai waha nabi ki meraja or mojizat shoro hoty hai
Jaisa k aap janty hai har nabiyao ko inke Zamane ke hisab se mojize ata kite gaye
Jaisa k
Hazrat Isa (asm) ka mojiza ye tha k wo kisi paidaishe nabina (andhe) k sir par hat rakhte wo shaks dekhne lagta
Iske binaye wapas ajati
Inke zamane me ilme tib urooj par tha
Or
Hazray Mosa(asm) jinka mojiza jado ka todtha jab wo apne lakdi zameer par Marethe to aesa sanp bani k sare jadu gar k sapao ko khagaye
inke zamane me jadu urooj par tha
Waise hi or nabiyao k mojize
Hai
Sare kayenat ki tarakki jaha khatam hoty hai waha se nabiyao ki mojize shoro hoty
Or wo mojize jab taq unki nubowat rehty hai
Ya kayamat aati hai tab taq liye hota hai
Theek use Tarah
Hamare paigambar Mohammed (saw)
Kaye mojize hai
Apke zamane me language Matlab literature ka bahut ilm tha Allah pak ne apko Quran ka mojiza ata Kiya
Or waqiye. Meraj k zarye lakho uloom k darwaze khule